Roman script

mann kyon aise bahke hain, tan kyon aise dahke hain 

mann kyon aise bahke hain, tan kyon aise dahke hain 

dil kyon aise dhadke hain, shole kaise bhadke hain

nas nas me aag bahe, yeh kya ho raha hai

yeh kya ho raha, yeh kya ho raha, yeh kya ho raha

yeh kya ho raha, yeh kya ho raha, yeh kya ho raha

yeh kya ho raha

ham hain javaa dil javaa hain, dil me javaa armaan hain

koyee hasin hain toh hoga, hum sa bhi koyee kaha hai

ek pal jo dekhe toh patthar ko pighala de hum

ek pal jo dekhe toh patthar ko pighala de hum

ho patthar bhee bol pade, yeh kya ho raha

dilkash kisee ko jo paau, kya sochta hu bataau

chaahu jo paana mai usko, khud hee kahee kho na jaau

phir hoke divaane khud ko hee naa bhula de hum

phir hoke divaane khud ko hee naa bhula de hum

jo dekhe kahane lage, yeh kya ho raha

yeh what' s happening, kya ho raha hai

yeh what' s happening, kya ho raha hai

yeh what' s happening, kya ho raha hai

yeh what' s happening, kya ho raha hai

yeh kya ho raha, yeh kya ho raha, yeh kya ho raha

yeh kya ho raha

jo bhi dilruba hamko chahiye, har ik pari apsara chahiye

hasinaaye jo aaye fauran sabko jhuka de hum

hasinaaye jo aaye fauran sabko jhuka de hum

sharamaake husn kahe, yeh kya ho raha

tum pyaar ko khel samajhe, mere liye jindagi hai

shaayad mere saare dil me chahat koyee bas gayee hai

hain dil ke jo nagme abb kyon na kisee ko suna de hum

hain dil ke jo nagme abb kyon na kisee ko suna de hum

ho ham gaaye dohraaye, yeh kya ho raha

mann kyon aise bahke hain, tan kyon aise dahke hain 

dil kyon aise dhadke hain, shole kaise bhadke hain

nas nas me aag bahe, yeh kya ho raha hai

yeh kya ho raha, yeh kya ho raha, yeh kya ho raha

yeh kya ho raha, yeh kya ho raha, yeh kya ho raha

yeh what' s happening, kya ho raha hai

yeh what' s happening, kya ho raha hai

yeh what' s happening, kya ho raha hai

yeh what' s happening, kya ho raha hai

yeh what' s happening, kya ho raha hai

lyrics typed by :- neha gupta

Explore this song