Roman script

ye kiya tune kaisa jadu dil pe nahi hai mujhe kabu 

mudne laga dil mera chahat ki hawao me
chhane lagi masti si matwali ghatao me
mudne laga dil mera chahat ki hawao me
chhane lagi masti si matwali ghatao me
hum jo chale phool khile aai azab khusubu
ye kiya tune kaisa jadu dil pe nahi hai mujhe kabu 
ye kiya tune kaisa jadu dil pe nahi hai mujhe kabu 
badhne lagi thi had se kuch pyaas nigaho ki 
mil hi gayi zulfo se moje teri baaho ki

aaya maza ek nasha chhane laga har su
ye kiya tune kaisa jadu dil pe nahi hai mujhe kabu 
ye kiya tune kaisa jadu dil pe nahi hai mujhe kabu

Song details

Song video

Watch on YouTube