Roman script

ye khuda wale mustafa wale hai 

ye khuda wale mustafa wale hai 

ye hai bakhtaar kaashi ka karam 

ye shaan hai inki banke himalaye 

rehmat khuda ke fazal se dilli 

yahin se maangne wale murade dil ki paate hai

sawaali banke jo aate hai jholi bharke jaate hai 

ye khuda wale mustafa wale hai 

ye khuda wale mustafa wale hai 

ye khuda wale mustafa wale hai 

bikhari ko mili shahi nizamuddin ke dar se 

gareebon ne khushi pai nizamuddin ke dar se 

nazar aa jata hai jisko nizamuddin ka jalwa 

nazar aa jata hai jisko nizamuddin ka jalwa

vo fazal-e-haq vo ban jata hai 

foran hi khuda wala 

ye khuda wale mustafa wale hai 

ye khuda wale mustafa wale hai

Explore this song