Roman script

ye khubsurat badan kya yuhi jal jayega

mere dil ki aag jo bujhayega wo jane kab aayega

pagal bana de mujhko wo aisa mera diwana ho jaye wo

in reshmi julfo ke saye me so jaye wo

meri suni sej jo sajayega wo jane kab aayega

meri suni sej jo sajayega wo jane kab aayega

ye khubsurat badan kya yuhi jal jayega

murjha na jaye khilne se pehle shabnami galo ke ye gulal

pyar se wo chum le to aa jaye inpe shabab

hontho ki ye pyas jo mitayega wo jane kab aayega

hontho ki ye pyas jo mitayega wo jane kab aayega

ye khubsurat badan kya yuhi jal jayega

mere dil ki aag jo bujhayega wo jane kab aayega

mere dil ki aag jo bujhayega wo jane kab aayega

ye khubsurat badan kya yuhi jal jayega

Explore this song