Roman script

oh ho ho ho ho ho ho ho

ta ra ra ram ta ra ra ra ram 

ha ha ha ha

ta ra ra ram ta ra ra ra ram 

yeh kaun aaya

yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi 

yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi

yeh kaun aaya

achanak yeh mere hatho me kiska hath aaya hai

na mai janu, na dil jane, woh apna ya paraya hai

yeh kaun aaya ke mai apni hi dhadkan sunke sharmayi

yeh kaun aaya

dulhan ban ke jawani ki umange gungunati hai

bata hai kaun aankho me ke aankhe muskurati hai

bikhar ke kiski baaho se yeh meri julf laharayi

yeh kaun aaya

yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi

yeh kaun aaya

Explore this song