Roman script

ye kaisi ruth aayi ajab rang layi

uda jo mera aanchal mai badi sharmayi 

ye kaisi ruth aayi ajab rang layi

uda jo mera aanchal mai badi sharmayi

ye kaisi ruth aayi

mai to khadi hu aise anjane mod pe 

bachpan gaya hai jaha chod ke  

mai to khadi hu aise anjane mod pe 

bachpan gaya hai jaha chod ke  

dil kahi jaye najar kahi jaye 

lakho bandan tod ke 

ohhh

dil kahi jaye najar kahi jaye 

lakho bandan tod ke  ohhh 

yeh kaisi angdai mai haye ghabrayi 

uda jo mera aanchal mai badi sharmayi

ye kaisi ruth aayi ajab rang layi

uda jo mera aanchal mai badi sharmayi 

ye kaisi ruth aayi

gede se phulwa  ho tan ke khade hai 

jane ko zid pe aade hai  

gede se phulwa  ho tan ke khade hai 

jane ko zid pe aade hai  

inki adaye hume nahi aaye 

kahe ko humse lade hai 

inki adaye hume nahi aaye 

kahe ko humse lade hai 

ohh hawa jo lehrai mai smaj na payi 

uda jo mera aanchal mai badi sharmayi 

ye kaisi ruth aayi ajab rang layi

uda jo mera aanchal mai badi sharmayi 

ye kaisi ruth aayi

Explore this song