Roman script

ye kaisee raat aaee hai 

bekhudi chhai hai 

ye kaisi raat aai hai 

bekhudi chhaee hai 

ye kaisi raat aai hai

neend taaro mein ulaj ke rah gayi rah gayee

neend taaro mein ulaj ke rah gayi rah gayee

chanchal hava ek pahalee kah gayi kah gayee 

man kee umang chaandani mein bah gayi bah gayi

ye kaisi raat aaee hai 

bekhudi chhaee hai 

ye kaisi raat aaee hai

chanda ne baadalo ke ghughat uthaaye ghughat uthaaye

chanda ne baadalo ke ghughat uthaaye ghughat uthaaye

mahal banaaye dekho chandani mein saaye chandani mein saaye 

chandani kee raahon pe ye kaun chala aaye kaun chala aaye

ye kaisi raat aaee hai 

bekhudi chhai hai 

ye kaisi raat aai hai

man mein ujaalo kee hai rimjhim suhani rimjhim suhani 

man mein ujaalo kee hai rimjhim suhani rimjhim suhani 

khoke najaaron mein ban jaoo mein ek kahani ek kahani 

aaj kee raat mai ho jaugee deevani mai deevani

ye kaisi raat aai hai 

bekhudi chhai hai 

ye kaisi raat aai hai 

bekhudi chhai hai 

ye kaisi raat aai hai

Explore this song