Roman script

ye kaisi hui tumse mulakat hamari  
mulakat hamari ye kaisi hui 
kate se nahi katati hai hay hay hay kate se nahi katati hai 
jo raat hamari ye kaisi hui 
milte hi nazar tum ne mere dil ko churaya 
milte hi nazar 
milte hi nazar tum ne mere dil ko churaya 
sine mein mere dard ki duniya ko basaya
sine mein mere dard ki duniya ko basaya 
punji to mohabbat mein hui  
punji to mohabbat mein hui maat hamari
hai maat humari ye kaisi hui
ye kaisi hui mulakat humari 
mulakat humari ye kaisi hui
nazaro se nahi hatati hai wo chandni raate 
nazaro se nahi 
nazaro se nahi hatati hai wo chandni raate 
aankho mein hui thi jaha kuch pyar ki baate 
aankho mein hui thi jaha kuch pyar ki baate 
tum aake bana do jara 
tum aake bana do jara ab raat hamari 
ab raat hamari ye kaisi hui 
ye kaisi huyi tumse mulakat hamari 
mulakat hamari ye kaisi hui
soi hui takdir meri aake jaga do 
soi hui takdir meri aake jaga do 
murjhye huye dil ki kali hans ke khila do 
murjhye huye dil ki kali hans ke khila do 
aankho mein simat aayi hai hay hay hay 
aankho mein simat aayi hai barsat hamari 
barsat hamari ye kaisi hui 
ye kaisi hui tumse mulakat hamari  
mulakat hamari ye kaisi hui

Song details

Song video

Watch on YouTube