Roman script

ye kaisi bijli giri
ye kaisa bhuchal
praan gire dharti par mere 
nighal gaya pataal 
chahe vidhta vair nikalo 
chahe vidhta vair nikalo
cahhe sulghati aag me dalo 
lapti si hungi mai to aag ki 
meri tute na dor ye suhaag ki  
chahe vidhta vair nikalo 
chhup na sakega mera chanda 
ye mera chanda 
chhup na sakega mera chanda 
chheen sake na ise yam tera fanda 
rekha aanokhi mere bhagya ki 
meri tute na dor ye suhaag ki 
chahe vidhta vair nikalo 
cahhe sulghati aag me dalo 
lapti si hungi mai to aag ki 
meri tute na dor ye suhaag ki  
chahe vidhta vair nikalo 
lut sake na koi praan pati ke 
praan pati ke  mere praan pati ke 
lut sake na koi praan pati ke 
khali na jaye kabhi aansu sati ke 
shakti badi hai tap tyaag ki 
chahe vidhta vair nikalo 
cahhe sulghati aag me dalo 
lapti si hungi mai to aag ki 
meri tute na dor ye suhaag ki  
chahe vidhta vair nikalo

Song details

Song video

Watch on YouTube