Roman script
ye kaisa utthan hai aayina bhi khud se anjan hai ye kaisi udaan hai jiska na koi makam hai ye kaisa utthan hai manjilo ki duri ghatti nahi hai raahe sidhi milti nahi hai ho sapno ka picha karte hai sare kaise utare jami pe sitare dhundhe sabhi yaha waha kaun hai kaha ye kaisa utthan hai aayina bhi khud se anjan hai ye kaisi udaan hai jiska na koi makam hai ye kaisa utthan hai farebi mohabbat, na khwabo ke piche jise dekho wo hi, apni or khiche o bulandi pe sohrat jhilmila rahi hai kaise mile kab tadpa rahi hai hai ye bhawar, jiwan safar dhua dhua sa ye kaisa utthan hai aayina bhi khud se anjan hai ye kaisi udaan hai jiska na koi makam hai ye kaisa utthan hai
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Utthaan (2006)
- Composer: Kumar Sanu
- Lyricist: Sudhakar Sharma
- Actor: Priyanshu Chatterjee
- Actor: Neha Dhupia
- Actor: Saroj Khan
- Actor: Shravan Kumar
- Actor: Kumar Sanu
- Actor: Preeti Puri
- Actor: Anang Desai
- Actor: Anjan Srivastava
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Veena Malik
- Actor: Akhilendra Mishra
- Actor: Rana Jung Bahadur
- Actor: Birbal
- Actor: Vivek Shauq
- Actor: G P Singh
- Actor: Soniya Bhagiyaa
Song video
actor: Neha Dhupia, Priyanshu Chatterjee