Roman script

ye kaisa sama hai, ye kaisi fiza hai

ki dil mera udaa jaaye re 

ye raahe naweli, chali hu main akeli

kaha ji koi batlaaye koi samjhaaye re 

ye kaisa sama hai, ye kaisi fiza hai 

ki dil mera udaa jaaye re

ye raahe naweli, chali hu main akeli 

kaha ji koi batlaaye koi samjhaaye re 

baj rahe hai saaz kuchh ansune anjaane 

kah rahi hain dil ki dhadkan kuchh naya afsaane 

baj rahe hai saaz kuchh ansune anjaane 

kah rahi hain dil ki dhadkan kuchh naya afsaane

aa gayi aaj main ye kahaa se kahaa

ye kaisa sama hai, ye kaisi fiza hai 

ki dil mera udaa jaaye re

ye raahe naweli, chali hu main akeli 

kaha ji koi batlaaye koi samjhaaye re 

phul bankar meri aasha khil rahi hai dil me

dar hai mujhako kho na jaau aaj is manjil me 

phul bankar meri aasha khil rahi hai dil me 

dar hai mujhako kho na jaau aaj is manjil me 

aa gayi aaj main ye kahaa se kahaa

ye kaisa sama hai, ye kaisi fiza hai 

ki dil mera udaa jaaye re

ye raahe naweli, chali hu main akeli 

kaha ji koi batlaaye koi samjhaaye re 

ye kaisa sama hai, ye kaisi fiza hai 

hu hu hu la la la la

Explore this song