Roman script

ram ram ho ram siya ka antar kare vilap

mukh se na bole, par man puche

ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi

sita ko kiya na maf kiya na maf ram

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

uske kaj se tum to na the anjane

man me na tha pap oro ki bas mane

pati sewa me leen rahi na din dekha na rat

pati sewa me leen rahi na din dekha na rat

usse kiske bharose chal diye chhod ke hath bolo

ye kaisa insaf 

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi

sita ko na maf kiya na maf ram

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

ram bina aram na aye man ko

man roye man hi samjhaye man ko

wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir

wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir

dukh sah ke chup rah rah ke jiwan ban gaya phir

bolo ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi

sita ko kiya na maf kiya na maf ram

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

Explore this song