Roman script

ye kaisa anyay data ye kaisa anyay

mere banta kaam bigad kar bigde kaam banaye

beda par lagaye data beda par lagaye data

ye kaisa anyay data ye kaisa anyay

dukh jhele jis sukh ke karan wo sukh bhi chin jave

jaise apne diye ki jyoti duje ke ghar jaye data

jaise apne diye ki jyoti duje ke ghar jaye data

ye kaisa anyay data ye kaisa anyay

mai bhi yuhi jama rahunga kaisa tufan aaye

ghat ka pathar hil nahi sakta lakh thapede khaye

kabhi to dukh ko sukh kar dega anyayi ka nyay

andha to jab hi patiyaye jab do aankhe paye

andha to jab hi patiyaye jab do aankhe paye data

Explore this song