Roman script

to rahegi,hum rahein ya na rahein  
ae parindon dekh lo ae ghataaon dekh lo
chaand taaron dekh lo kahkshaaon dekh lo
jo daraate the humein wo andhere kho gaye
thokare me jo raheaaj oonche ho gaye
ye kahani,to rahegi,
hum rahein ya na rahein zindgaani 
to rahegi,hum rahein ya na rahein  
himmaton ke saamne waqt ko jhukna pada
sherdil to hai wahi jo lakeeron se lada
jo kabhi hona nahin tha wo ajooba kar diya
soona tha aakash tune  jugnuon se bhar diya!
parbaton se bhi hai ooncha 
hausla tera kaghzon pe waqt ke
koi jaa ke ye likhe 
ye kahani,to rahegi,
hum rahein ya na rahein
zindgaani, to rahegi,
hum rahein ya na rahei ek maqsad ke liye yun
mar mite ki jee gaye pyaas yun had se badhi hum
baadlon ko pee gaye kaghzon pe waqt ke
koi jaa ke ye likhe

Song details

Song video

Watch on YouTube