Roman script

ye kah do yamraj se kam band hai aaj se 

ye kah do yamraj se kam band hai aaj se 

ye kah do yamraj se kam band hai aaj se 

tanashahi nahi chalegi tanashaki murdabad

inklab jindabad tanashahi murbabad

inklab jindabad tanashahi murbabad

ye kah do yamraj se kam band hai aaj se 

ye kah do yamraj se kam band hai aaj se 

paida hoga khun naya ab hoga kanun naya

ye begar nahi hogi ye sarkar nahi hogi

hoga har ek nam ka din kam ka din aaram ka din

todenge hum todenge apna hak nahi chodenge

todenge hum todenge apna hak nahi chodenge

hamko jo barbad karega usko kar denge barbad

ye kah do yamraj se kam band hai aaj se 

ye kah do yamraj se kam band hai aaj se 

ab na chalegne mantar yaha

ab hoga gantantar yaha

vote jise denge sare raz karega wo pyare

narak na ye kahlayega swarg yaha ban jayega

yamduto ke sapne ho tum ho neta apne ho

yamduto ke sapne ho tum ho neta apne ho

bulbul bahar sair karenge 

pinjare me hoga sayyad

ye kah do yamraj se kam band hai aaj se 

inklab jindabad tanashahi murbabad

Explore this song