Roman script
jo afsaane dil ne bune unko koi dil hi sune hum haule haule pyaar ki dhundhli fizayo meinaaye gehre gehre hai khwaab ki neeli ghatayo ke saaye hum tum dono khoye khoye sapne dekhe jaage soye gumsum hairaan ye jo zindagi hai koi dastaan hai kab hoga kya ye khabar kaha hai ye jo zindagi hai koi carvaan hai kaha jayegi ye khabar kahan hai ye jo zindagi hai koi dastaan hai kab hoga kya ye khabar kaha hai ye jo zindagi hai koi carvaan hai kaha jayegi ye khabar kaha hai ye jo zindagi hai koi dastaan hai kab hoga kya ye khabar kahan hai ye jo zindagi hai koi carvaan hai kaha jayegi ye khabar kaha hai arre kaash meri in aankhon ki ab roshni bujh jaaye maine dekha tha jo khwaab vo mujhko na kabhi yaad aaye aise barse gam ke teekhey toote dil ke sare sheeshey dil hai veeraan ye jo zindagi hai koi dastaan hai kab hoga kya ye khabar kaha hai ye jo zindagi hai koi carvaan hai kaha jayegi ye khabar kaha hai ye jo zindagi hai koi dastaan hai kab hoga kya ye khabar kahan hai ye jo zindagi hai koi carvaan hai kaha jayegi ye khabar kahan hai
Song details
- Singer: Sukhwinder Singh
- Singer: Srinivas
- Film / album: 1947 Earth (1999)
- Composer: A R Rahman
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Aamir Khan
- Actor: Nandita Das
- Actor: Rahul Khanna
- Actor: Kittu Gidwani
- Actor: Kulbhushan Kharbanda
- Actor: Arif Zakaria
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Pawan Malhotra
- Actor: Raghuveer Yadav
- Actor: Maia Sethna
- Actor: Sunil Mehta
- Actor: Bobby Singh
- Actor: Javed Jaffrey
- Actor: Shabana Azmi
- Actor: Radhika Singh
- Actor: Babloo
- Actor: Rajendra Kumar
- Actor: Hussain
- Actor: Arif
- Actor: Mohini Mathur
singer: Sukhwinder Singh, Srinivas