Roman script

jo afsane dil ne bune unko koi dil hi sune

hum haule haule pyar ki dhundhli fizao me aaye

gehare gehare hai khwab ki neeli ghatao ke saye

hum tum dono khoye khoye sapne dekhe jage soye

gumsum haaira

ye jo jindagi hai koi dasta hai kab hoga kya ye khabar kaha hai

ye jo jindagi hai koi karwa hai kaha jayegi ye khabar kaha hai

behati he chingariya jaise sar se paw tak nas nas main

halka  halka hosh helekin kuch bhi nahi mere bas main

mere ang ang me becheni bijali banake leharaye

ek mithe mithe dard ka badal tan man par chhaye

saans ye uljhe dhadke ye dil jaane kaisi meri mushkil

hogi aasan

ye jo jindagi hai koi dasta hai kab hoga kya ye khabar kaha hai

ye jo jindagi hai koi karwa hai kaha jayegi ye khabar kaha hai

ye jo jindagi hai koi dasta hai kab hoga kya ye khabar kaha hai

ye jo jindagi hai koi karwa hai kaha jayegi ye khabar kaha hai

ye jo jindagi hai koi dasta hai kab hoga kya ye khabar kaha hai

ye jo jindagi hai koi karwa hai kaha jayegi ye khabar kaha hai

Explore this song