Roman script

ye jo dil mangte hai bade dagabaz hai 
ye jo dil mangte hai bade dagabaz hai
dil inko kaise de de matlabi yaar hai 
ye jo dil mangte hai bade dagabaz hai
dil inko kaise de de matlabi yaar hai 
ye jo dil mangte hai bade dagabaz hai
aankh micholi khelne wale kya jane pyar 
koaankh micholi khelne wale kya jane pyar ko
kyu kar apni god me lele kate bahar ko 
kya karenge dil ko leke paas jinke dil na ho
ye jo dil mangte hai bade dagabaz hai 
dil inko kaise de de matlabi yaar hai
ye jo dil mangte hai bade dagabaz hai
rat nashili ye kahti hai chahat ki raat hairat 
nashili ye kahti hai chahat ki raat hai
dil ko magar jis bat ka dar hai itni si 
baat hai aaj ki rangin mahfil  kya 
bharosha kal na ho
ye jo dil mangte hai bade dagabaz hai 
dil inko kaise de de matlabi yaar hai
ye jo dil mangte hai bade dagabaz hai
dil bhi khali jeb bhi khali jhuthe garur hai 
dil bhi khali jeb bhi khali jhuthe garur hai
dard ka bojha lad ke sar par peete
jarur hai aur phir ye bhi tamanna hai kisi se pyar ho
ye jo dil mangte hai bade dagabaz hai 
dil inko kaise de de matlabi yaar hai
ye jo dil mangte hai bade dagabaz hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kamal Barot, Asha Bhosle