Roman script

ye jhil mil katil ratein aankho me lakho batein 
ye jhil mil katil ratein aankho me lakho batein 
iska nishana kaun bane ye to na jaane koi 
ye kissa raat ka raaz ye raat ka 

are raat yaha nahi soti are subha yaha nahi hoti 
are raat yaha nahi soti are subha yaha nahi hoti 
hota hai har sauda yahan andhero me 
dil ke jazbat ka tan ke saugat ka 
dil ke jazbat ka tan ke saugat ka 
kiske haatho kaun bike ye toh jaane na koi
ye kissa raat ka raaz ye raat ka 
ye kissa raat ka raaz ye raat ka 
are soch ke karna yaari yaha sara jahan shikari 
are soch ke karna yaari yaha sara jahan shikari 
apno par apne hi baithe yahan shikari 
pata na baat ka na to halat ka 
pata na baat ka na to halat ka 
wakt ka rukh kab badle ye to na jane koi 
ye kissa raat ka raaz ye raat ka 
ye kissa raat ka ho raaz ye raat ka 
ye kissa raat ka raaz ye raat ka 
ye kissa raat ka ho raaz ye raat ka 
ye jhil mil katil ratein aankho me lakho batein 
ye jhil mil katil ratein aankho me lakho batein 
iska nishana kaun bane ye to na jaane koi 
ye kissa raat ka raaz ye raat ka 
ye kissa raat ka raaz ye raat ka 
ye kissa raat ka raaz ye raat ka 
ye kissa raat ka raaz ye raat ka

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Amit Kumar