Roman script

ye jeena bhi koi jeena hai
marte hai na jeete hai
mohabbat karne wale kya sada
aansu hi pite hai 
ye ghar lut gaya haye aabad hokar
ye ghar lut gaya haye aabad hokar
wafa dil se nikli hai fariyad hokar 
wafa dil se nikali hai fariyad hokar 
ye ghar lut gaya haye aabad hokar
waha shadiyane khushi ke bajenge 
khushi ke bajenge
waha shadiyane khushi ke bajenge 
khushi ke bajenge
yaha reh gaya koi barbad hokar
yaha reh gaya koi barbad hokar
ye ghar lut gaya haye aabad hokar
hume ae mohabbat na tu yad karna
tu yad karna
hume ae mohabbat na tu yad karna
tu yad karna
magar hum rahenge teri yad hokar 
magar hum rahenge teri yad hokar 
ye ghar lut gaya haye aabad hokar
ye ghar lut gaya haye aabad hokar

Song details

Song video

Watch on YouTube