Roman script

or ye hai hamara hindustaan

jaha gulami ki janjeer katne ko tatpar hai 

azad hind fouj ke jawan

sapandanheen harday me josh 

naya bharna hai aaj

matribhumi ki parwarish ka karz 

adda karna hai aaj

saheedo ke lahuluhan kadam pade jin raho par

un raho pe ban ke phool 

kadmo tale bikharna hai aaj

ye jajba hamara ha iazadi ka

in gro ki jasan e barbadi ka

ye jajba hamara hai azadi ka

in gro ki jasan e barbadi ka

kadam kadam milana hai age badte jana hai

age badte jaana hai

tufano ki fikar nani, andhiyo ka dar nahi

kate bhale ye sar magar, ise nahi jhukana hai

kate bhale ye sar magar, ise nahi jhukana hai

kadam kadam milana hai age badte jana hai,

age badte jaana hai

kadam kadam milana hai age badte jana hai,

age badte jaana hai

irade pe yakin kar, hak lenge cheen kar

sar pe sehra jeet ka har hal me sajana hai

pukarti hai dharti maa, kaid se karo riha

pukarti hai dharti maa, kaid se karo riha

lahu jigar ka deke bhi, jo khoya hai wo paana hai

kadam kadam milana hai, age badte jaana hai

age badte jaana hai

kadam kadam milana hai age badte jana hai,

age badte jaana hai

ye jajba hamara ha azadi ka

ye gro ki jasan e barbadi ka

ye jajba hamara hai azadi ka

ye gro ki jasan e barbadi ka

kadam kadam milana hai age badte jana hai,

age badte jaana hai

ye jajba hamara ha iazadi ka, 

ye gro ki jasan e barbadi ka

ye jajba hamara hai azadi ka

ye gro ki jasan e barbadi ka

kadam kadam milana hai age badte jana hai,

age badte jaana hai

Explore this song