Roman script

ye jawani badi badnam hai

ye jawani badi badnam hai

shola bijli hawa allah jane kya kya

so so namo ka ek nam hai

ye jawani badi badnam hai

julfe bikhere to har jaye rat bhi

julfe bikhere to har jaye rat bhi

mukhda dikhaye to dil khaye mat bhi

mukhda dikhaye to dil khaye mat bhi

iske bas me iske bas me subah hai sham bhi

shola bijli hawa allah jane kya kya

so so namo ka ek nam hai

ye jawani badi badnam hai

is chitchor ka sunte hi nam bhi

is chitchor ka sunte hi nam bhi

bade bade dil ko lete hai tham ji 

bade bade dil ko lete hai tham 

dil churana dil churana isi ka kam hai

shola bijli hawa allah jane kya kya

so so namo ka ek nam hai

ye jawani badi badnam hai

suna hoga aapne nam e sharab ji

suna hoga aapne nam e sharab ji

kahti hai dunia jisko kharab ji

kahti hai dunia jisko kharab

ye umar bhi ye umar bhi nashili jam hai

shola bijli hawa allah jane kya kya

so so namo ka ek nam hai

ye jawani badi badnam hai

Explore this song