Roman script

ye jashn-e-mohabbat ho mubarak huzur ko

kaise chhupau aaj khushi ke surur ko

itani khushi mili ke ye aansu machal pade

main khush hun maf kijiye mere qusur ko

tohfa qubul hai hame sarkar aap ka 

tohfa qubul hai hame sarkar aap ka

le aaya phir vahi hame 

le aaya phir vahi hame lo pyar aap ka

tohfa qubul hai hame sarkar aap ka

le aayaa phir vahi hame 

le aaya phir vahi hame lo pyar aap ka

tohfa qubul hai hame sarkar aap ka

anjam hai ye pyar ka ye pyar ka sila

kya aap se shikayate kya aap se gila

fariyad kya sunega sunega

fariyad kya sunega sunega ye darbar aap ka

le aayaa phir vahi hame 

le aaya phir vahi hame lo pyar aap ka

tohfa qubul hai hame sarkar aap ka

ji chahata hai aap ko ji bhar ke dekh le

phir zindagi me aap se mil paaye na mile

shayad yahi ho aakhari

shayad yahi ho aakhari didar aap ka

le aaya phir vahi hame 

le aaya phir vahi hame lo pyar aap ka

tohfa qubul hai hame sarkar aap ka

dil maange dil de dun jaan maange jaan de du

tere liye jaan-e-jaan

sun le o dil jaani mai teri diwani 

mere liye tu khudaa

ashko ko pinaa hai tanhaa hi jinaa hai 

tanha hi ji lege ham

teri khushi hai to ye zindagi hai to 

zakhmo ko si lege ham

ye shamaa jalane do shole machalane do 

hai samna yaar ka

ghungharu bikharne do ye rang jharne do 

bikhare lahu pyar ka

alavida alavida alavida alavida

Explore this song