Roman script

haan hai koi to wajah 
to jeene ka maza yun aane laga
yeh hawaaon mein hai kya
thoda sa jo naasha yun chhaane laga
puchho na pucha mujhe kya hua hai 
teri raahon mein aakar
puchho na pucha mujhe kya milega
teri baahon mein aakar
yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
o raama, yeh ishq haaye baithe
bithaaye, jannat dikhaaye haan
tode maine saare hi 
bandhan zamaane tere
todungi na main waada
aadha hissa mere to dil ki kahani ka 
tu piya mein baaki aadha
dekho na dekho mujhe kya hua hai 
teri yaadhon mein kho kar
puchho na puchho mujhe kya
milega teri baaton mein jeekar
yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
o raama, yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
mere jaise laakho mile honge tujhko piya, 
mujhe to mila tu hi
tu hi mere hoton ki khilti huyi si hasi, 
gila bhi piya tu hi
dekho na dekho mujhe kya hua hai,
tujhe sapno mein laakar
puchho na puchho mujhe kya,
hua hai teri baaton mein aakar
yeh ishq haaye baithe bithaaye,
jannat dikhaaye haan
o raama, yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
haan hai koi to wajah
to jeene ka maza yun aane laga
yeh hawaaon mein hai kya, 
thoda sa jo naasha yun chhaane laga
puchho na pucha mujhe kya hua hai, 
teri raahon mein aakar
puchho na pucha mujhe kya milega, 
teri baahon mein aakar 
yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
o raama, yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
o raama, yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
o raama, yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
lyrics typed by : kavita golden

Song details

actor: Kareena Kapoor, Shahid Kapoor