Roman script

ye husn mera ye ishk tera rangin to hai badnam sahi

rangin to hai badnam sahi rangin to hai badnam sahi

ye husn mera ye ishk tera ye husn mera ye ishk tera

rangin to hai badnam sahi

mujh par to kayi ilzam lage tujh par koi ilzam sahi

tujh par koi ilzam sahi tujh par koi ilzam sahi

mujh par to kayi ilzam lage mujh par to kayi ilzam lage

tujh par koi ilzam sahi tujh par koi ilzam sahi

ye husn mera ye ishk tera rangin to hai badnam sahi

rangin to hai badnam sahi

is rat ki nikhri rangat ko kuch or nikhar jane de jara

kuch or nikhar jane de jara najro ko bahak jane de jara 

julfo ko bikhar jane de jara julfo ko bikhar jane de jara

julfo ko bikhar jane de jara julfo ko bikhar jane de jara

kuch der ki hi taskin sahi kuch der ki hi taskin sahi

kuch der ka hi aaram sahi kuch der ka hi aaram sahi

kuch der ka hi aaram sahi ye husn mera ye ishk tera

rangin to hai badnam sahi rangin to hai badnam sahi

jajbat ke kaliya chunna hai or pyar ka tohfa dena hai

logo ki nigahe kuch bhi kahe logo se hame kya lena hai

jajbat ke kaliya chunna hai or pyar ka tohfa dena hai

or pyar ka tohfa dena hai or pyar ka tohfa dena hai

logo ki nigahe kuch bhi kahe logo se hame kya lena hai

logo se hame kya lena hai logo se hame kya lena hai

logo se hame kya lena hai ye khas taluk aapas ka

ye khas taluk aapas ka dunia ki najar me aam sahi

dunia ki najar me aam sahi ye husn mera ye ishk tera

rangin to hai badnam sahi rangin to hai badnam sahi

ruswai ke dar se ghabrakar hum darke wafa kab karte hai 

jis dil ko basa le pahlu me us dil ko juda kab karte hai

ruswai ke dar se ghabrakar tum darke wafa kab karte ho

tum darke wafa kab karte ho tum darke wafa kab karte ho

jis dil ko basa le pahlu me us dil ko juda kab karte hai

us dil ko juda kab karte hai us dil ko juda kab karte hai

us dil ko juda kab karte hai jo hashar hua hai lakho ka

jo hashar hua hai lakho ka apna bhi wahi anzam sahi

apna bhi wahi anzam sahi apna bhi wahi anzam sahi

ye husn mera ye ishk tera rangin to hai badnam sahi

rangin to hai badnam sahi ye husn mera ye ishk tera

rangin to hai badnam sahi rangin to hai badnam sahi

Explore this song