Roman script

ye hawa ye fiza ye sama

aaj hai kis kadar hasi jahaa

sham hai jaam hai sathi hai

yu mile dil ki so dastan

jhum jhum jaam chum ke

aa dil ki mehfil me aa

husn ki ye mahrbaniya fir kaha

ishq ki rangeen kahaniya fir kaha

fir kaha ye sama ye sama fir kaha

aa dil ki mehfil me aa

jhum jhum jaam chum ke

aa dil ki mehfil me aa

jhum jhum jaam chum ke

aa dil ki mehfil me aa

ye nigah ye dil ki mastiya ye ada

tej hai aaj dhadkano ki sada

ye sada sun jara sun jara ye sada

aa dil ki mehfil me aa

jhum jhum jaam chum ke

aa dil ki mehfil me aa

Explore this song