Roman script

ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai

ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai

kabhi ye kabhi wo kabhi ye jala

ye mita ye gira aur wo jala

aawara parwane diwane hai diwane hai

ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai

ha maikhana aur ye udasi kyu

sagar kinare ruh pyasi kyu

maikhana pyas hai diwno ki

diwano me ye sanyasi kyu

mosam khula hai zara gungunao

jhule banake late bikhraao

phir aisa mausam mile na mile diwano 

ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai

kabhi ye kabhi wo kabhi ye jala

ye mita ye gira aur wo jala

aawara parwane diwane hai diwane hai

jalne ki seene me tamanna hai 

shama pe jaana or jalna hai 

dil ki zara si chingaari par 

saari umar ka pighalna hai 

gar sath ho jaao to sath ho kar 

rehna fiza me bade khwab ho kar

phir aisa mauka mile na mile diwano 

ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai

ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai

kabhi ye kabhi wo kabhi wo jala

ye mita ye gira aur wo jala

aawara parwane diwane hai diwane hai

ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai

Explore this song