Roman script
ye hansta huaa karavaa zindagi kaa naa puchho chalaa hai kidhar tamannaa hai saath chalate rahe ham naa bite kabhi ye safar ye hansta huaa karavaa zindagi kaa naa puchho chalaa hai kidhar tamannaa hai saath chalate rahe ham naa bite kabhi ye safar zami se sitaaro ki duniya me jaaye, haan haan wahan bhi yahi geet ulfat ke gaaye, achha zami se sitaaro ki duniya me jaaye wahan bhi yahi geet ulfat ke gaaye muhabbat ki duniya ho gam se begana rahe naa kisi kaa bhi dar, aji dar kaisa ye hansta huaa karavaa zindagi kaa naa puchho chalaa hai kidhar tamannaa hai saath chalate rahe ham naa bite kabhi ye safar, chaliye bahaaro ke din ho javaa ho nazaare, ah haa haa hansi chandani ho nadi ke kinaare, kyaa baat hai bahaaro ke din ho javaa ho nazaare hansi chandani ho nadi ke kinaare na aaye jahaa bhulakar badanasib banaaye vahi apna ghar ye hansta huaa karavaa zindagi kaa naa puchho chalaa hai kidhar tamannaa hai saath chalate rahe ham naa bite kabhi ye safar
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Hemant Kumar
- Film / album: Ek Jhalak (1957)
- Composer: Hemant Kumar
- Lyricist: S H Bihari
- Actor: Pradeep Kumar
- Actor: Rajendra Kumar
- Actor: Pran
- Actor: Anita Guha
- Actor: Mumtaz
- Actor: Vyjayantimala
- Actor: Omprakash
- Actor: Mubarak
- Actor: Lalita Pawar
- Actor: Jawahar Kaul
Song video
singer: Asha Bhosle, Hemant Kumar
actor: Vyjayantimala, Pradeep Kumar