Roman script

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

sare sharabiyo ka ye hai ek thikana sharab kana

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

sare sharabiyo ka ye hai ek thikana

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

pine me hai kharabi par kya kare sharabi

gurbhat se tang koi daulat se tang koi

ye jahar hai to kya hai har dard ki dawa hai

hokar khushi se bochal kholi kisi ne bottle

juve me koi hara ghum ne kisi ko mara

ye vo gali hai jisme

ye vo gali hai jisme sabka hai aana jana

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

aate hai be irada aasiq jayada

ye jam chalka chalka karta hai rang halka

dilbar ki bewfai mahbub ki judai

vo bhulte nahi pal karte hai yaad piker

ye aag aur pani unki hai jindgani

unka hai is jagah se

unka hai is jagah se rista bhut purana

ye hai sharab kanaye hai sharab kana

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

halat sharabiyo ki ab mai bayan karungi

masti ka hai vo aalam bahke hue hai balam

kuch kabar nahi hai topi hai sar nahi hai

cigret bhuji hui hai ungali jali hui hi

sab is trah khade hai jaise ki gir padhe hai

tobba ye dhagmagana

tobba ye dhagmagana tobba ye ladknana

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

sare sharabiyo ka ye hai ek thikana

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

ye hai sharab kana ye hai sharab kana

Explore this song