Roman script

ye gore gore gal tere kiske liye hai
ye resham jaise bal tere kiske liye hai
tu kiski hai tamanna, kis dil ka hai tu pyar
tu kiski aarzu hai, tu kiska hai karar
ye dil hai bekarar 
ye gore gore gal kiske liye hai
ye resham jaise bal tere kiske liye hai
teri yad me aahe bharta hu ye tujhko kya pata
diwana banke firta hu ye tujhko kya pata
tere rup pe kitna marta hu
ye tujhko kya pata, kya pata
teri yad me aahe bharta hu ye tujhko kya pata
diwana banke firta hu ye tujhko kya pata
tere rup pe kitna marta hu
ye tujhko kya pata, kya pata
ye jadu bhari aankhe teri kiske liye hai
ye gori gori bahe teri kiske liye hai
tu kiski hai tamanna, kis dil ka hai tu pyar
tu kiski aarzu hai, tu kiska hai karar
ye dil hai bekarar 
ye gore gore gal kiske liye hai
ye resham jaise bal tere kiske liye hai
ek roz tu mere pyar ko pahchanegi dilbar
sadiyo se mai bas tera hu ye janegi dilbar
tu aaj agar na mani to kal manegi dilbar
o dilbar
ek roz tu mere pyar ko pahchanegi dilbar
sadiyo se mai bas tera hu ye janegi dilbar
tu aaj agar na mani to kal manegi dilbar
o dilbar
ye nagin jaisi chaal teri kiske liye hai 
ye bhige bhige hoth tere kiske liye hai 
tu kiski hai tamanna, kis dil ka hai tu pyar
tu kiski aarzu hai, tu kiska hai karar
ye dil hai bekarar 
ye gore gore gal kiske liye hai
ye resham jaise bal tere kiske liye hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Saif Ali Khan, Twinkle Khanna