Roman script

ye ghar aapka hai 

ye ghar aapka hai chale aayiye ji

magar darde sar ko na le aayiye ji

na le aayiye ji, na le aayiye ji, na le aayiye ji

hawadaar hai aapka husn itna

hawadaar hai aapka husn itna

takalluf mein pankha na jhalwayiye ji

na jhalwayiye ji, na jhalwayiye ji, na jhalwayiye ji

suna pyaar hota hai chingariyo, sa ho o o o

suna pyaar hota hai chingariyo, sa

hawa deke shole na bhadkaiye ji

magar darde sar ko na le aayiye ji

na le aayiye ji, na le aayiye ji, na le aayiye ji 

ye ghar aapka hai chale aayiye ji

suni aapki itni taarif hamne, ho o o o

suni aapki itni taarif hamne

zara si dawa bhi to ban jaayiye ji ho

magar darde sar ko na le aayiye ji

na le aayiye ji, na le aayiye ji, na le aayiye ji 

ye ghar aapka hai chale aayiye ji

hame dard dekar dawa maangte ho, ho o o o

hame dard dekar dawa maangte ho

marizon ko itna na tadpayiye ji

magar darde sar ko na le aayiye ji

na le aayiye ji, na le aayiye ji, na le aayiye ji 

ye ghar aapka hai chale aayiye ji

gulo ke labo pe dawa dard ki hain, ho o o o

gulo ke labo pe dawa dard ki hain

kabhi muskuraa ke to sharmayiye ji

magar darde sar ko na le aayiye ji 

na le aayiye ji, na le aayiye ji, na le aayiye ji 

ye ghar aapka hai chale aayiye ji

Explore this song