Roman script

ye git papiha gaata hai 

ye git papiha gaata hai

gaata hai samjhata hai,ye git papiha

raag sabha hai rup ki duniya

jovan dukh ka git

rup ke maade tu kya jaane jiwan ka sangit

pida ke taano me gaane man ke taar bjaata hai

ye git papiha gaata hai,ye git papiha

o dil wale rup jovan hai do din ka mehmaan

uper uper pyaari kaaya andar se shmshaan

naino se kyu nir bha kar praan chita bhadkaata hai

praan chita praan chita bhadkaata hai

naino se kyu nir bha kar praan chita bhadkaata hai

aasa zindgi me badhti jaye joban ghatta jaye

aasa zindgi me badhti jaye joban ghatta jaye

bujhne par jab aaye dipak

bujhne par jab aaye dipak aur bhadkata jaye

bujhne par jab aaye dipak aur bhadkata jaye

do din rahe yah jiwan phir maati me mil jata hai

Explore this song