Roman script

ye gaon pyara pyara ye lovely lovely gaon

ye haryali pipal ki ghani chhav

rajabeta dharti ka pyara pyara gaon

rajabeta dharti ka pyara pyara gaon

ye gaon pyara pyara ye lovely lovely gaon

ye haryali pipal ki ghani chhav

rajabeta dharti ka pyara pyara gaon

rajabeta dharti ka pyara pyara gaon

ye gaon pyara pyara

ye phul sa jaha is me aag hi kaha

pyar ke siwa kuch bhi kyo nahi yaha

kya ho gaya mujhe ye pyar ye lagav

ab mera ye ho gaya hai dadi tera gaon

rajabeta dharti ka pyara pyara gaon

rajabeta dharti ka pyara pyara gaon

ye gaon pyara pyara 

aazad hai hawa aakash hai khula

rang jis kadar ye talab me buna

ye sin dadi sa shringar na bana

teri hi jaisa hai pyari dadi tera gaon

rajabeta dharti ka pyara pyara gaon

rajabeta dharti ka pyara pyara gaon

ye gaon pyara pyara

Explore this song