Roman script

baat jo thi unkahi si aaj keh de aaj sun le
baat jo thi unkahi si aaj kehn de aaj sun le
baat jo thi unkahi si aaj keh de aaj sun le
dasta jo hai adhuri si aaj keh de aaj sun le
beh jane de rah jane de tujhme kahi o jane jan 
aagosh me bharle mujhe mit jane de ye duriya
ye duriya ye duriya, ye duriya ye duriya
ye duriya ye duriya, ye duriya ye duriya
tanha tanhaiyo me duba ye man hai
tanha tanhaiyo me duba ye man hai
rusva rusvaiyo se ankhe nam hai
dil se hui khata hamko mili saja 
tu mujh se juda kyu ho gai 
beh jane de rah jane de tujhme kahi o janejan 
aagosh me bharle mujhe mit jane ye duriya
ye duriya ye duriya, ye duriya ye duriya
ye duriya ye duriya, ye duriya ye duriya
jeena jeena nahi ab tere bin
yade yade sataye mujhe raat aur din
tuje hai vasata mod de rasta
tere sang kho gai ye jindagi
beh jane de rah jane de tujhme kahi o janejan 
aagosh me bharle mujhe mit jane ye duriya
ye duriya ye duriya, ye duriya ye duriya

Song details

Song video

Watch on YouTube