Roman script

ye duriya, ye duriya, ye duriya inn raaho ki duriya

nigaaho ki duriya, hum raaho ki duriya

fanaah ho sabhi duriya

kyun koyi paas hai, dur hai, kyun koyi jaane na koyi yaha pe

aa raha paas ya dur main ja raha, jaanu na main hu kaha pe

ye duriya, inn raaho ki duriya

nigaaho ki duriya, hamraho ki duriya

fana ho sabhi duriya

ye duriya, ye duriya, ye duriya

kabhi huwa ye bhi, khaali raaho pe bhi tu tha mere saath

kabhi tujhe milake lauta mera dil ye khaali khaali haath

ye bhi huwa kabhi jaise huwa aabhi, tujhako sabhi mein paa liya

tera mujhe kar jaati hai duriya, sataati hain duriya

tarsaati hain duriya, fana ho sabhi duriya

kaha bhi na maine, nahi jina maine tu jo na mila

tujhe bhule se bhi bola na maine chaahu faasala

bas faasala rahe, banake kasak jo kahe

ho aur chaahat ye jawa

teri meri mit jaani hai duriya, begaani hai duriya

hat jaani duriya, fanaah ho sabhi duriya

kyun koyi paas hai dur hai, kyun koyi jaane na koyi yaha pe

aa raha paas ya dur main ja raha, jaanu na main hoon kaha pe

ye duriya, inn raaho ki duriya

nigaaho ki duriya, hamraaho ki duriya

fana ho sabhi duriya

ye duriya, ye duriya

Explore this song