Roman script

ye duniya hai ye 

duniya hai ye duniya hai 

yaha dil ka lagana 

kisko aata hai

ye duniya hai ye duniya hai

yaha dil ka lagana 

kisko aata hai

hajaro pyar karte hai 

hajaro pyar karte hai 

nibhana kisko aata hai 

ye duniya hai yaha dil mein 

samana kisko aata hai 

ye duniya hai yaha dil mein 

samana kisko aata hai 

mitane wale lakho hai 

mitane wale lakho hai

banana kisko aata hai 

ye duniya 

nigahe fer li tumne 

to ham kiski tarf dekhe

kiski taraf dekhe

tumhi kah do mohabbat ka 

fasana kisko aata hai 

ye duniya hai 

wafa ka yu to dam bharte hai 

is duniya mein sab lekin 

duniya mein sab lekin

wafa ke naam par mit kar 

dikhana kisko aata hai 

hajaro pyar karte hai 

hajaro pyar karte hai 

nibhana kisko aata hai 

ye duniya hai 

yaha dil ka lagana 

kisko ata hai 

ye duniya

Explore this song