Roman script

ye duniya bewfai ki wafa ka raaj kya jane 

jafa ki jisko aadat ho wo andaj kya jane 

wafa karte hai un par jafa hoti hi rahti hai 

jamane ke sitam likin mahobbat hans ke sahti hai 

mahobbat ho agar sachi to mit kar bhi ye kahti hai 

ye duniya bewfai ki wafa ka raaj kya jane 

jafa ki jisko aadat ho wo andaj kya jane 

wo dil jisme mahobbat ho use duniya mitati hai 

mahobbat jab tadapti hai to duniya muskurati hai 

tadapte dil se bhi lekin yahi aawaj aati hai

ye duniya bewfai ki wafa ka raaj kya jane 

jafa ki jisko aadat ho wo andaj kya jane  

jafa ki jisko aadat ho wo andaj kya jane 

ye duniyia

Explore this song