Roman script

ye dil sanam tumhare liye hai

ye jaa sanam tumhare liye hai

ye dil sanam tumhare liye hai

ye jaa sanam tumhare liye hai

main aashik hun tu aashiki hai

main diwana tu diwaangi hai

ye dil sanam tumhare liye hai

ye jaa sanam tumhare liye hai

main dhadkan hun tu jindagi hai

main dua hun tu bandgi hai

ye dil sanam tumhare liye hai

ye jaa sanam tumhare liye hai

tere liye ye dil to hai kya

main jaa bhi luta dun

teri kasam hanste hanste

main khud ko mita dun

dil pe meri chhaya hai teri chahat ka vo nasha

sab bhul gayi kuch yaad nahi

bas ek tere siwa

mera pyar sanam tumhare liye hai

intjaar sanam tumhare liye hai

main shayar hun tu shaayri hai

main nasha hun tu bekhudi hai

ye dil sanam tumhare liye hai

ye jaa sanam tumhare liye hai

pyar tera sabse hai juda

hai teri adaa pyari

oh jaanejaa milte hi najar main dil tujhpe haari

jaanejigar tu sabse hasin

laakho me ek tu

teri kasam tu hai mere jine ki aarju

dhadkan sanam tumhaare liye hai

saanse sanam tumhare liye hai

dil main hun tu dilruba hai

pyar main hun aur tu wafa hai

ye dil sanam tumhare liye hai

ye jaa sanam tumhare liye hai

ye dil sanam tumhare liye hai

ye jaa sanam tumhare liye hai

main aashik hun tu aashiki hai

main diwana tu diwaangi hai

ye dil sanam tumhare liye hai

ye jaa sanam tumhare liye hai

ye dil sanam tumhare liye hai

ye jaa sanam tumhare liye hai

ye dil sanam tumhare liye hai

ye jaa sanam tumhare liye hai

Explore this song