Roman script

ye dil diwana hai aise na manega to manega kaise bata

ye dil diwana hai aise na manega to manega kaise bata

kitni mohabbat mai karti hu tumse, hamko nahi hai pata

ho jan bhi chaho agar ishara kar dena, ishara kar dena

ishara kar dena, ishara kar dena

socha hai jana dil ne hamare

rahana hai hamko dil me tumhare

socha hai jana dil ne hamare

rahana hai hamko dil me tumhare

nadan hai tumko nahi kuch pata hai

ye pyar to do dino ka nasha hai

chaho koi wada agar

ishara kar dena, ishara kar dena

ishara kar dena, ishara kar dena

baho me lekar itna batao

dhadkata hai dil kyu hame samjhao

baho me lekar itna batao

dhadkata hai dil kyu hame samjhao

badi na samjh ho tumhe sab pata hai

jadu hai kaisa ye kaisa maja ha

chal jaye jadu ye agar

ishara kar dena, ishara kar dena

ishara kar dena, ishara kar dena

ye dil diwana hai aise na maneg to manega kaise bata

kitni mohabbat mai karta hu tumse, hamko nahi hai pata

ho jan bhi chaho agar ishara kar dena, ishara kar dena

Explore this song