Roman script
ye deep deep jalta rahe ye pyar pyar palta rahe ye pal do pal jo mile jindagi aa lag ja gale ye deep deep jalta rahe ye pyar pyar palta rahe ye pal do pal jo mile jindagi aa lag ja gale ye deep deep jalta rahe ye pyar palta rahe tum raho samne main sawarti rahu ek lamha sadi ki tarah main jiyu ye rat meri tere liye saugat meri tere liye ye deep deep jalta rahe ye pyar palta rahe in hasi me chhupi umar bhar ki khushi chand suraj se hai ek kiran hai badi in hasi me chhupi umar bhar ki khushi chand suraj se hai ek kiran hai badi ek bund ek bund ek sagar bhi hai ek sagar bhi hai ek phul ek phul ek gulshan bhi hai ek gulshan bhi hai ye deep deep jalta rahe ye pyar pyar palta rahe ye pal do pal jo mile jindagi aa lag ja gale ye deep deep jalta rahe ye pyar palta rahe
Song details
- Singer: Mohammed Aziz
- Singer: Sadhana Sargam
- Film / album: Do Pal (1991)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Payam Sayeedi
- Actor: Akshay Anand
- Actor: Dolly
- Actor: Sharma
- Actor: Mushtaq
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Deepak Sinka
Song video
singer: Mohammed Aziz, Sadhana Sargam