Roman script

ye dard bhara afsaana sun le 

anjaan zamaana zamaana

main hu ek paagal premi mera 

dard na koyi jaana

main hu ek paagal premi mera 

dard na koyi jaana

ye dard bhara afsaana sun le 

anjaan zamaana zamaana

main hu ek paagal premi mera 

dard na koi jaana

koi bhi waada yaad na aaya

koi kasam bhi yaad na aayi

meri duhaayi sun le khudaai

mere sanam ne ki bewafai

dil tut gaya deewana 

sun le anjaan zamaana zamaana

main hu ek paagal premi mera 

dard na koyi jaana

main hu ek paagal premi mera 

dard na koyi jaana

phulo se maine daaman bachaya

raho me apni kante bichhaye

main hu deewana deewangi ne

ek bewafa se neha lagaye

jo pyar ko na pahchaana

sun le anjaan zamaana zamaana

main hu ek paagal premi mera 

dard na koyi jaana

main hu ek paagal premi mera 

dard na koyi jaana

yaade purani aane lagi kya

aankhe jhuka li kya dil me aaya

dekho nazara dilbar hamaara

kaise hamari mahfil me aaya

hai sath koi begana 

sun le anjaan zamaana zamaana

main hu ek paagal premi mera 

dard na koyi jaana

main hu ek paagal premi mera 

dard na koyi jaana

Explore this song