Roman script

ye daag daag ujala ye shab khudi ka sahar

ye daag daag ujala ye shab khudi ka sahar

wo intjaar tha jiska ye sahar to nahi

ye wo sahar to nahi jiski aarju lekar

ye wo sahar to nahi jiski aarju lekar

chale the yaar ke mil jayengi kahi na kahi

wo intjaar tha jiska ye sahar to nahi 

ye daag daag ujala 

bahut ajeej thi lekin rukhe sahar ki lagan

bahut kari tha hasile nur ka daman 

subuk subuk thi tamnna dabi dabi thi takhal

ye wo intjaar tha jiska ye 

wo sahar to nahi ye daag daag ujala 

abhi garaaniy shab mein kami nahi aayi

nijaat hoti wo dil ki ghadi nahi aayi

chale chalo ki wo manjil abhi nahi aayi

ye wo intjaar tha jiska ye 

wo sahar to nahi ye daag daag ujala 

ye sahar to nahi jiski aarju lekar 

ye sahar to nahi jiski aarju lekar 

ye wo intjaar tha jiska ye 

wo sahar to nahi ye daag daag ujala

Explore this song