Roman script

you know she like the drama, yeah she is sexy mama

when she dance everybody go o o o

you know she like the drama, yeah she is sexy mama

when she dance everybody go o o o

haan, dekho bholi kitni, utni par tedhi cheez hai

baatein kare hai kadwi-kadwi, phir bhi lazeez hai

ittar gulaabon wali, bottle sharabon wali

total tabahi wala scene hai

adaayein badi funky, kare hai nautanki

ye chhori badi drama queen hai

ho badi-badi aankhe hain aansuon ki tanki

ye chhori badi drama queen hai 

badi-badi aankhe hain aansuon ki tanki

ye chhori badi drama queen hai 

ho table bajaa ke gaaun, chadh jaaun kursi pe

poori karun main manmaaniyaan

chaahe samajh lo nashe ka ye nateeja hai ya

pagalpan ki nishaniyaan

ittar gulaabon wali, bottle sharabon wali

total tabaahi wala scene hai

adaayein badi funky, kare hai nautanki

ye chhori badi drama queen hai

ho badi-badi aankhe hain aansuon ki tanki

ye chhori badi drama queen hai 

badi-badi aankhe hain aansuon ki tanki

ye chhori badi drama queen hai 

you know she like the drama, yeah she is sexy mama

when she dance everybody go o o o

you know she like the drama, yeah she is sexy mama

when she dance everybody go o o o

naina donali se kyun goli maare kishton me

kahe na jhatke se jaan le

moti ki maala leke, gori gori japte hain

tu bhi humara kabhi naam le

lakhon karodon wala, tan tera sone jaisa

man se chhokariya tu mean hai

adaayein badi funky, kare hai nautanki

ye chhori badi drama queen hai

ho badi-badi aankhe hain aansuon ki tanki

ye chhori badi drama queen hai

badi-badi aankhe hain aansuon ki tanki

ye chhori badi drama queen hai

Explore this song