Roman script

ye chehra ye ankhe ye julfe ye jalwe
ye chehra ye ankhe ye julfe ye jalwe
itna hasi to koi dekha nahi sanam 
mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
ye chehra ye ankhe ye julfe ye jalwe
tere liye hai yara tere liye sanam
mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
aksar rato me teri yado me nind ud jati hai
khwab bhi ate hai
dilbar kya  bolu tumse hale dil 
ham bhi tanhayi me jaan se jate hai
dhadkan jo chal rahi hai wo hai tera karam
mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
jabse tumhe dekha hai aisa kuch lagta hai 
ham kahi rahte hai dil kahi rahta hai
ho chain ek pal nahi ab tumhare bina
jindagi hai tumse dil yahi kahta hai
jitna bhi chahe tumko utna hai yaar kam
mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
ye chehra ye ankhe ye julfe ye jalwe
itna hasi to koi dekha nahi sanam 
mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
ye chehra ye ankhe ye julfe ye jalwe

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Udit Narayan, Alka Yagnik