Roman script

saawan di rut chhai, milan rut aai

saawan di rut chhai, milan rut aai

prem ka sandesha pawan le ke aai

prem ka sandesha pawan le ke aai

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

mujhko lubhaaye, ji ko churaaye

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

mujhko lubhaaye, ji ko churaaye

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

paayal ki chhamchham kangne ki khankhan

aag lagaaye purva, bahe re sanasan

bachpan ke darpna me jawani ka jalwa

jhum jhum naache aaj mora manva

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

mujhko lubhaaye, ji ko churaaye

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

geet milan ke gaaye nadiya diwaani

jharno ki raagni hai kitni suhaani

ghata ghanghor chhai, mor naache van me

pyaar ki pyaas jaagi aaj more man me

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

mujhko lubhaaye, ji ko churaaye

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

rimjhim rimjhim megha barse

ye paani kit jaayegi

rimjhim rimjhim megha barse

ye paani kit jaayegi

aadha paani nadi kinaare

aadhe me balam nahaaye ji

aadha paani nadi kinaare

aadhe me balam nahaaye ji

meri angdaai bani jaan ki dushman

rang bhari vadiyon me kho gaya bachpan

khud se hi baat karun, khud sharmaun main

itna itraaun, sau sau balkhaaun main

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

mujhko lubhaaye, ji ko churaaye

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

kaisi jhulu jhula, kaun badhave peed

kaisi jhulu jhula, kaun badhave peed

saiya daare jhula, sakhiya sunaave geet

saiya daare jhula, sakhiya sunaave geet

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

mujhko lubhaaye, ji ko churaaye

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

ye chanchal hawaayen, ye mahki fijaaye

Explore this song