Roman script

ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

bahke kadam kuch hame bhi sanam ho gaya gaya gaya

rut chali chum chum hai najar gumsum

hum to sab bhule kuch kaho ab tum

rut chali chum chum hai najar gumsum

hum to sab bhule kuch kaho ab tum

ye tera jana, jake fir aana aake

fir sharmana ek fasana ho gaya

ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

bahke kadam kuch hame bhi sanam ho gaya gaya gaya

ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

tum ho kyu bekal kyu dhala kajal

chand ke mukh pe kyu ude badal

tum ho kyu bekal kyu dhala kajal

chand ke mukh pe kyu ude badal

jadugar tere nain bake re

pyar me khoke dil diwana ho ho gaya gaya

bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

bahke kadam kuch hame bhi sanam ho gaya gaya gaya

bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

pyar me hum to pake balam ko hosh kho baithe kya hua tumko

tum gaye jab mil milke hum gaye khil khilke rah gaye dil

mai diwana ho gaya gaya gaya

ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

ye bahke kadam kuch hame bhi sanam ho gaya gaya gaya

ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

bahke kadam kuch hame bhi sanam ho gaya gaya gaya

ye bhola bhala man mera kahi re sajan kho gaya gaya

Explore this song