Roman script

yeh bhanwara bhanwara aaya re, ki bhanwara bhanwara aaya re

yeh bhanwara bhanwara aaya re, bhanwara bhanwara aaya re

fatak, fatak

ki gungun karata aaya re fatak, fatak

bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re

sun sun karata galiyo se abb tak koyi na bhaaya re

fatak fatak

are sauda kare saheli ka, sar pe tel chameli ka 

are sauda kare saheli ka, sar pe tel chameli ka

kaan me itr gayaava re fatak fatak

ki bhanwara bhanwara aaya re, ki gungun karta aaya re 

ki bhanwara bhanwara aaya re, ki gungun karta aaya re

sun sun karata galiyo se abb tak koyi na bhaaya re

fatak fatak

ginati na karna iski yaro mein 

aawara ghumein galiyaaro mein 

ginati na karna iski yaro mein 

aawara ghumein galiyaro mein 

yeh chipaku hamesha satayega, yeh jayega phir laut aayega

khun ke mele katare hai, jaan ke sare khatare

ke aaya ke aaya ke aaya raat ka jaaya re fatak fatak

ke aaya fatak ke aaya fatak ke aaya raat 

ka jaaya re fatak fatak

jitana bhi juth bole thoda hai 

kidon ki basti ka makoda hai 

jitana bhi juth bole thoda hai

kidon ki basti ka makoda hai 

yeh raton ka bichchhu hai katega

yeh zehrila hai zeher chatega

darwaazon mein kunde do dafa karo 

yeh gunde yeh shaitan ka saya re

ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re 

ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re 

ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re 

yeh sun sun karat galiyo se abb tak koyi na bhaaya re

ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re

ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re

yeh ishq nahi aasaan, aji yeh iska khatara hai

o o o o patvaar pehan jaana, yeh aag ka dariya hai

ki naiya dube na, re bhawara kaate na

ki naiya dube na, re bhawara kaate na

Explore this song