Roman script

ye bata do piya kyu chhala mera man

ye bata do piya kyu chhala mera man

kuch bhi bhaye nahi hai ye kaisi lagan

ye bata do piya kyu chhala mera man

ye bata do piya kyu chhala mera man

kasamkash hai yahi kya karu kya nahi

kasamkash hai yahi kya karu kya nahi

tu hai bharam hai mera, tu hi mera yaki

apne hi khwabo se jal na jau kahi

jal na jau kahi, kya karu kya nahi

dar raha hai sajan mera man mera man

dar raha hai sajan mera man mera man

kuch bhi baaye nahi hai ye kaisi lagan

ye bata do piya kyu chhala mera man

ye bata do piya kyu chhala mera man

jindagi tu mujhe le ke aayi kaha

har ghadi har jagah yad ka hai dua

meri sanso pe hai teri parchaiya

teri parchaiya le ke aayi kaha

ab kare kya jatan mera man mera man

ab kare kya jatan mera man mera man

kuch bhi baaye nahi hai ye kaisi lagan

ye bata do piya kyu chhala mera man

ye bata do piya kyu chhala mera man

lyrics type by : priya bhati

Explore this song