Roman script
suraj kab dur gagan se, chanda kab dur kiran se khushbu kab dur pavan se, kab dur bahar chaman se ye bandhan to pyar ka bandhan hai, janmo ka sangam hai ye bandhan to pyar ka bandhan hai, janmo ka sangam hai suraj kab dur gagan se, chanda kab dur kiran se khushbu kab dur pavan se, kab dur bahar chaman se ye bandhan to pyar ka bandhan hai, janmo ka sangam hai tum hi mere jivan ho, tumhe dekh dekh ji lungi tum hi mere jivan ho, tumhe dekh dekh ji lungi main to tumhari khatir duniya ka zaher pi lungi tere paavan charno me aakash jhuka denge ham teri raaho me jo shole ho to khud ko bichha denge ham ye bandhan to pyar ka bandhan hai, janmo ka sangam hai ye bandhan to pyar ka bandhan hai, janmo ka sangam hai mamta ke mandir ki hai tu sabse pyari murat mamta ke mandir ki hai tu sabse pyari murat bhagwan najar aata hai jab dekhe teri surat jab jab duniya me aaye tera hi aanchal paye janmo ki diwaro par ham pyar apna likh jaye ye bandhan to pyar ka bandhan hai, janmo ka sangam hai ye bandhan to pyar ka bandhan hai, janmo ka sangam hai suraj kab dur gagan se, chanda kab dur kiran se khushbu kab dur pavan se, kab dur bahar chaman se ye bandhan to pyar ka bandhan hai, janmo ka sangam hai lyrics typed by :- ruchita parab
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: Karan Arjun (1995)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Indeevar
- Actor: Shahrukh Khan
- Actor: Salman Khan
- Actor: Mamta Kulkarni
- Actor: Kajol
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Johny Lever
- Actor: Ashok Saraf
- Actor: Rakhee
- Actor: Ranjeet
- Actor: Jack Gaud
- Actor: Aasif Sheikh
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Suresh Chatwal
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Anil Nagrath
- Actor: Arjun
- Actor: Gavin Packard
- Actor: Kishore Bhanushali
Song video
singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu, Udit Narayan
actor: Salman Khan, Shahrukh Khan, Kajol, Rakhee, Mamta Kulkarni