Roman script

ye baharo ka sama, chand taro ka sama 

kho na jaye aa bhi ja, ye baharo ka sama

zindgani dard ban jaye kahi aisa na ho 

zindgani dard ban jaye kahi aisa na ho 

saans aahe sard ban jaye kahi aisa na ho 

dil tadap kar na gaha, so na jaye aa bhi ja

ye baharo ka sama, chand taro ka sama 

kho na jaye aa bhi ja, ye baharo ka sama

kya hua kyu is tarah tune nigahe pher li

kya hua kyu is tarah tune nigahe pher li

meri raaho ki taraf se apni raahe pher li 

zindagi ka karwa kho na jaye aa bhi ja

ye baharo ka sama, chand taro ka sama 

kho na jaye aa bhi ja, ye baharo ka sama

Explore this song